Translate

Hisar (A Protection Circle)


Assalamu allaiqum

Hisar ek kundali khichne ko kehta hai ya yu samajh lay ke apna ird gird ek dahera(circle) bandhne ko kehta hai.
Amliyate line mein amliyate dunia ka yeah ek aisa aina nakabli takhsire kilah hai jis ke under amel bethkar amal khowani karta hai or tamam khatron se apna app ko mehfooz pata hai is liye is folade kila ki amel ko zaroorat padti hai k amel jo be amal karna chahta hai ya is dua ka tabah mokilat or jinnat hote hai jin per amel is dua ka zariye kaboo hasil kara hai in ko apna motai wa farmabardar banana chahta hai or yeah roz ate hai jab amel amal perta hai amel ho ya kamel ho in ki taqat se kai goona zyada taqatvar mokel or jinnat hote hai.
Bas jab amel amal karta hai apna amliyat ka zor se in ki taqat ko salab karne ki koshish karta howa in ko apna farmabardar banana chahta hai to wo amel ke mokabla mein aa kar us ki wazefa khowani main nooks peda karte hai or apni azaadi barkarar rakhna chahte hai hisar choka ek bahut mazboot dua ka kila hota hai
Mokeleen ki bepanah taqat bhi is ko tor nahi sakte is liye wo hisar ka under dakhel ho kar apko nooksan nahi poucha sakta bahar her mumkin khauf zada koshish karte rehta hai taki app apne amal ko pora na kar sake doran amal jab kabhi kisi kisam ki herkat kushamdana ya khaufzada ho to app in ki hakikat ko na samjhe balki yeah ek khel tamasha tasavoor kareen is ke baad khatam amal per apko yeah sab manazir nazar nahi ayega.
1)jab app amal karna bethe to Surah al hamd,aiytal kursi or 4 qul ko 3 bar padh kar apni ungli per dam karen or apne gird dahera banda dahera is tarah banda ke poora sahi tarike se gol ho agar bich mein koi jagah khali reh gai to samjhe jinnat ya mokel hisar ka andar ghus jaye ga or apko nooksan hona ka khatra ho sakta hai
2) Isi tarah Hazrate ka amal mein yeah hisar behtar hai aiytal kurse , 4 qul , or is ka baad yeah dua pareen or apna uper dam karne ka baad inhe duas ko par ka apna gird dahera banaye
 3) Mokel amliyat ka liya mazboot hisar ki zaroorate hote hai hisar ka andar baroni khatra ka asar nahi hota belki aksar rajat se be aman rehte hai her amal mein hisar ka kam dega kohi be amal se kabal 3mertabah padh kar apni ungali per dam kar ya churri(knife) per dam kar ke apna gird hisar karein phir 3 dafa padhkar apna uper dam karliya kareen



No comments:

Post a Comment