Translate

Hamzad Kon Kon Se Kam Kar Sakta Hai

Hamzad kai kisam ke kam kar sakta hai .

Yeh depend karta hai hamzad ki taqat per k wo kitna taqatwar hai .

Kuch hamzad hota hai unka sirf nafz per control hota hai .

Kuch bakaida cheezo ko uthane ki taqat rakhte hai .

Kuch sirf kalam karte hai yani baat chit or door door ki khabrein la kar dete hai, islami tareka se tabah hamzad zada taquatver hota hai .

Mein phir bhi bata deta hun ki hamzad kya kya kar sakta hai

  1. Do logo mein dosti karwa sakta hai or ladai bhi.
  2. Jaha jaha app hamzad ko bejhenge udhar udhar se apko report lakar den ga k waha kya kya ho raha ha
  3. Agar hamzad taqatwar hai to gharo mein se cheeze bhi lekar aa sakta hai yani physically kam be kar sakta hai.
  4. Ye kisi ko bemar bhi kar sakta hai or pareshan bhi
  5. Ye karobar bada sakta hai logo ko attract  karata hai business point par.
  6. Mehbob ko tabah kar sakta hai
  7. Agar hamzad taqatver hai or shakel ikhtayaar karne ki us main taqat hai to wo jis ka hamzad hai uski shakel main kisi se be mil k aa sakta hai
  8. Agar koi bemar hai to marz ka pata laga kar batadega ya agar kisi per jadu kiya hai to wo bhi bata den ga
  9. Agar koi cheez ghum ho gahe hai to wo be pata kar k bata dega ya kohi insan gayab ho gaya hai to wo be bata dega.
  10. Agar hamzad ka tasaver taqatver hai or app chahe ka fala ka ghar main dekh loon k kya ho raha hai ya fala shaks kya kar raha hai to apka hamzad apko wahi se beta beta sab kuch dikha dega ka fala fala kya kar raha hai or fala fala k ghar main is waqat kya ho raha hai.

2 comments:

  1. Hamzad kaise dikhasakta hai apne dimag me ya tv par ke fala ke ghar me kya chal raha hai so

    ReplyDelete