Jinnat ka
pass kya kya taquat he?
Allah tala ne jinnat ko kai sari taqaton se
nawaza he.
Jinnat apna
safar chand secondo main karleta he or yahe nahi wo apna kam bohat jaldi karta
he.
Is ki tasdeak
quran pak main he.
Surah Namal verse no. 39,40
Jinnato mein bhesh
badal ne ki be taqat hote he wo insan ka samne kohi sa be bhesh badel ke aa
jata he.
Kuch jinn
zahere hote he or kuch jinn batani hote he. Zahere jinn wo hote ha jo logo per
zahir ho or Batani jinn wo hote ha jo logo per zahir na ho.
Zahire jinn ke
chalna phirna ki awazein aate he.
Lakin Batani
jinn ke chalna phirne ki aawaz nahi aate.
bazz jinno ka
pass itni taqat hote ha ke wo insan ko utha kar le jate ha yani ek mulk se
dosare mulk aram se le jate ha q k wo bahut taqatvar hote he.
No comments:
Post a Comment