Amliyat ka maidan
mein kadam rakh ne se pehle yeah baat app achchi tarah apne zehan mein bheta
lain ke yeah kam bahht mushkil he,is kaam k andar jagah jagah par nakami he .
Fir har
nakami ka baad kamyabi he. qki yeah amal amliyat bahut mushkil kam he .har kisi
ke bas ki baat nahi hain. Agar aisa hota to har ghar mein ek Amel kamel hota .
lakin aisa nahi he sirf is ki yahe wajah he ki log kar nahi pate ya agar thora
bahut koshish karta bhi he to nakami ki wajah se is field se door ho jata he .
Is field ka andar
wo kamyab ho sakta he.Jis ne pora achi tarah apna mind bana liya he ke mein
Amel kamel hun. or bas main Allah ka kalam se amal amliyat karunga . or usko
Allah ka kalam per bhi bharosa hona chaheya sath sath jo be amal amliyat karein
to Allah se dua karein ki ya Allah tu mera amal amliyat ko kamyab karden apne har
amal se pehle awal wa akhir darood shareef padhe qki darood padhne se amal
kamyab hota he .
Is kam ka andar
he bohat mehnat kai kai dafa to jinnat zahir nahi hota or kuch wakayat samna
nahi aata or na he kohi manazir dikhta he . Zahir he amal karte hue koi khami
rah jate hoge bazz okat jinnat khud zahir nahi karta taka amel bad dil ho kar
amal karna band karden or mayus ho kar wapas apni dunia dari ki taraf lag jahe
is liye bahut soch samajh ke apna full mind bana kar is field main kadam rakhe
.
Amel ka akida
be durust hona chaheya agar Amel ka akida he durust nahi hoga to wo kamyab nahi
hoga q k jo amel parahe kar raha ha agar us ko us parahe per yaqeen na ho to
amal he kam nahi kare ga
Want to do hamzad sadhna.plz help
ReplyDelete