Translate

Bistar Kaisa Hona Chahiye

Assalamu Alaikum

Aamil ke liye yeah baat bhi lazim hain ki amal ke doran, wo apna bistar par kisi ko sone(sleeping) na den. Aur jo bhi haalat or wakeyat us ko Amal kerta huwe pesh aye wo sirf apne ustad ko bataye baki kisi ko bhi na bataye .

Aamil apna bistar alag kerlein. Apne istemal ke bartan or baki cheeze bhi alag kerlein. Kisi ka bhi jhoota khana nahi kkaye or na he kisi or burton ko istemal kerein. Qki her insan ki apni zati zarooreyat hote hain . or jab bhi koi insan kisi cheez ko hanth lagata hain to sirf is ko cholene se bhi is shakhs ki kobawas chuu huwi cheez main paida ho jate hain . is liye kisi ko bhi apni in cheezo ko haanth na lagana den or na he dosaro ki cheezo ko haanth lagaye apna bistar ko pak saaf rakhe . Amal karne se pehle achchi tarah dekh lay ki k app ka bistar napak to nahi hain Qki bazz oket khaas tor par mard ko jab ahtalam hota hain to . Thora sa bister main bhi lag jata hain is liya is baat ke khaas khayal rakhe ke bistar pak hona chahiye ya yeah bhi dekh lay k kisi bache ny bathroomto nahi kiya tha 

Agar kiya hain to phir bistar pak kareen ya agar in cheezo ka doubt ho to phir ek new bistar kharid ke le aye wo zyada bhehtar hain .
Fhir shak ki koi gunjaish nahi hogee

No comments:

Post a Comment