Translate

Jinnat Ki Pedaish(Birth)

Assalamu allaiqum

Allah tala ne yeah dunia banai he.
Is dunia main Allah tala ne bohat se makhlooqat ko peda kiya or bazz aise makhlooqat ko peda kiya jo hamare ankho se posheda ha yani jinn . Allah tala ne jinn ko aag(fire) se peda kiya ha yani ka jinn aag se bana howa he is ki tasdeak quran pak main mojud he.

 Surah Rehman verse no. 15



Allah tala ne jinn ko q peda kiya ?
Allah tala ne jinn ko is liya peda kiya k wo Allah tala ko mane Allah ki ibadat karein is ki tasdeak quran pak main mojud he.

Surah Dhariyat verse no.56



Allah tala ny jinnat ko insan se pehla dunia main bheja yani k jinnat insan se pehla se is dunia main ha phir baad main insan is dunia main aaya he is ki tasdeak quran pak main ha .


Surah Hijar verse no. 26,27

No comments:

Post a Comment