Translate

Amel Ki Mehnat or Amel ka akida

Assalamu allaiqum

Amliyat ka maidan mein kadam rakh ne se pehle yeah baat app achchi tarah apne zehan mein bheta lain ke yeah kam bahht mushkil he,is kaam k andar jagah jagah par nakami he .
Fir har nakami ka baad kamyabi he. qki yeah amal amliyat bahut mushkil kam he .har kisi ke bas ki baat nahi hain. Agar aisa hota to har ghar mein ek Amel kamel hota . lakin aisa nahi he sirf is ki yahe wajah he ki log kar nahi pate ya agar thora bahut koshish karta bhi he to nakami ki wajah se is field se door ho jata he .

Is field ka andar wo kamyab ho sakta he.Jis ne pora achi tarah apna mind bana liya he ke mein Amel kamel hun. or bas main Allah ka kalam se amal amliyat karunga . or usko Allah ka kalam per bhi bharosa hona chaheya sath sath jo be amal amliyat karein to Allah se dua karein ki ya Allah tu mera amal amliyat ko kamyab karden apne har amal se pehle awal wa akhir darood shareef padhe qki darood padhne se amal kamyab hota he .

Is kam ka andar he bohat mehnat kai kai dafa to jinnat zahir nahi hota or kuch wakayat samna nahi aata or na he kohi manazir dikhta he . Zahir he amal karte hue koi khami rah jate hoge bazz okat jinnat khud zahir nahi karta taka amel bad dil ho kar amal karna band karden or mayus ho kar wapas apni dunia dari ki taraf lag jahe is liye bahut soch samajh ke apna full mind bana kar is field main kadam rakhe .


Amel ka akida be durust hona chaheya agar Amel ka akida he durust nahi hoga to wo kamyab nahi hoga q k jo amel parahe kar raha ha agar us ko us parahe per yaqeen na ho to amal he kam nahi kare ga

1 comment: