Assalamu allaiqum
Hamzad ke amal ko karna ka liye tasavir kayam karni padti
hai.
Pehle to mein apko batata hun ki tasvir hoti kya hai.
Tasaver us cheez ko kehta hai ke jesa app kisi cheez ka bare
mein soch rahe ho or sochte sochte is had tak pahunch gaye ki bakhali ki
position mein aagaye baki ki apki soch aage khud chalti hai.
for example:- app ne tasavir banayi ke app school mein ja
rahe ha to phir apne app ko dekhte rahe phir app bus ka liye nikle or app bus
stop per kahadein ho gaye phir aapne bus ka intezar kiya bus ayi phir app chad
gaye.phir apne bus walay ko kiraya diya abbbb? agay kya hoga ka apko kuch soch
na nahi padega khod ba khod app be khayali ki position mein aa jayengay apki
soch khod hi agay badhti rahegi.
Is ko bolta ha tasavir.
Hamzad ke amal k liye be isi kisam ka tasaver banani padhti
hai.
bazz okat mohabbat ka amal k liye be yahi karna padta hai.
jaise koi larka kisi larki ko apni mohabbat mein karna
chahta hai to wo us larki ko apne zehan mein laye yani us ka khayal karein.
phir us se batein karein us ka sath coffee ke liye jaye us
ka sath ghume phir batein karein yeah sab wo khayal mein karein to aise mein
amal foron kam karega us larki per or jaise jaise wo larka us larki ki tasaver
karega to larki k zehan mein us larka ki picture automatically ana shuro ho
jayegi or wo usi ke bare mein sochtee rahegi or phir us se molakat karna ko dil
chahega.
Yeh yaad rakheya k jitna pakki apka tasawer hoga app utne
zyada kamyab hoga.
Yeh yaad rakhe ka agar app hamzad ka amal kar rahe ha to app
apna bare mein sochenge or dusara koi khayal mat karein jesa ghar ki fikra or
office ki fikra yeh fikra bilkul bhi nahi ani Chahiye.
No comments:
Post a Comment