Amel ka liye
bazz okat alag alag rang ka libas pehanane padtt hain .
ya jis bhi
shaks ka jo bhi amal hota he wo wesa he libas pehanane ki hedayat karta he.
Jyadatar
chust libas pehanane chahiye taki hamzad thik se waza ho dewar par .
Agar kisi
amal mein hamzad ke libas ki koi shart nahi rakhi tu phir app safaid(white) libas
pehne .
Yani white
shalwar kameez pehane or amal k waqat wahi pehan liya karein . White salwar
kameez ka yeah fayda he ke yeah ek to sufi libas he or is ko pehan ne se
rohaniyat bahut barte he .
bazz amal mein
to ahram pehanane ki bhi hidayat hote he. Ye yaad rakhe jab bhi ap ahram pehne
to wo sila huwa kahin se bhi nahi hona chahiye yani ka us per sui(needle) bilkul
bhi na chali ho yani 1 , 2 selahe be na ho . yeah choti choti bateen ha jo
zehan main rakh na bahut zaroore hota ha amal hamzad k liya
No comments:
Post a Comment