As salamu allaiqum
Jab amel ke samne hamzad aakar khada hojaye to us ko hamzad
se kaise baat karni chaheya wo mein bata deta hun q k insan amal to karleta hai
laken us ko hamzad ko kaboo karne ki baat wagera nahi aati.
To apko samjhane ke liye mein likh deta hun.
Zaroore nahi hai ke hamzad aise he goftagoo (baatchit)
karega wo kisi or tareka se bhi kar sakta hai.
Hamzad : mein
hazir hun mujhe q bolaya hai.
Amel : mein
apne or dusaro k kam tum se lena chata hun or sab kamo mein tum se madat chata
hun.
Hamzad : mein
apki har tarah se madat karunga agar islami tareka se tabah kiya hai to kahega
mein gayer sharahe kam mein madat nahi karo ga.
Amel : is
per app ade rahe or kahe k tumein her mera wo kam karna hoga jo mein tum ko
kahunga jab tak hamzad razi na ho isi baat per jame rahe.
Hamzad: theek
hai mein apke her kam mein madat karunga.
Amel: tum
her waqt mera sath nahi rahogay belki jab mein bulaunga usi waqt hazir howa
karoge or hazir hone ka usool yeh hoga k jab mein tumein tumara naam yani
hamzad keh kar dil mein ya pokaro tu tum hazir hoge.
Hamzad : is
baat ka ahad karein ga k mein hazir ho jao ga laken kya tum mujhe bolata waqt
pak raha karoge . agar hamzad sifli hoga to kahega ka palide mein raha karoga.
Amel : in
dono suraton ko app kabool na karein kahe ke mein jis be halat mein hun tum ko
ana padega.
Hamzad : kahega
k tum meri shirt pore karoge.
Amel : tum
shart batao apni agar mere liya aasan hui or kabel kabool hui to mein us shirt
ko pore karunga.
No comments:
Post a Comment